Compartir
Abhiyan kavy sangrah / अभियान काव्य संग्रह (en Hindi)
H. N. Rai (Hriday)
(Autor)
·
Notion Press
· Tapa Blanda
Abhiyan kavy sangrah / अभियान काव्य संग्रह (en Hindi) - (Hriday), H. N. Rai
Libro Nuevo
Importado
Envío: 17 a 23 días háb.
$ 37.37$ 18.69
Costos de importación incluídos en el precio ✅
Reseña del libro "Abhiyan kavy sangrah / अभियान काव्य संग्रह (en Hindi)"
shri h.n rai yun to byavsasyik slksha prapt ek karmik prabandhak hai lekin sahity v kavy ka jharana bhi unke dil se jhar jhar jharataa hai .unki kavitaon ka pratham nirjhar hai 'Abhiyan' bahut hi sakaaraatmak soch ko atmsaat kiya hua shirshak hai .'ABHIYAN' men lakshy aour pagdandi dono ka spasht bodh hota hai .prastut kavy pushp ABHIYAN smaj ko udbodhit karati chintan parak rachanaon ka sangrah hai .jisme 'JIVAN ' ' ZINDAGI' ek bhishan prashan hain dharm aur jati janit samasyaaon pr to 'GURUMANTR' bhi bicharotejakta liye hue hai aur ant men kayee choupaayeyon me sameti gayee rachana 'ABHIYAN' apanaa maksad hasil karane men kamyab rahi hai .isi kavita ka shirshak shri hriday narain rai ji ne apani is kavy kriti ke liye chuna hai labdh prtishthit kavi vr DR SHIVMANGAL SINGH SUMAN JI ko samarpit yah pustak ek abhiyan hi hai, shri rai ke liye, sahity seva ki rah pr satat chalane ka . Iswr rachanakar ki rachanadhrmita men anvarat briddhi karen aur a 'ABHIYAN ' charitarthata ke evrest tk ja pahuche inhi premil kamnaon ke sath: - PROFESSOR RAJIV SHARMA (KAVI) 2/4 OLD PALASIYA, RK PURAM, 001 SATPUDA APARTMENT, INDORE .MADHY PRADESH .
- 0% (0)
- 0% (0)
- 0% (0)
- 0% (0)
- 0% (0)
Todos los libros de nuestro catálogo son Originales.
El libro está escrito en Hindi.
La encuadernación de esta edición es Tapa Blanda.
✓ Producto agregado correctamente al carro, Ir a Pagar.